Ali Azmat - Maula
Ishq bhi kiya re, Maula.
Dard bhi diya re, Maula.
Yun toh khush raha magar kuchh reh gaya baaki.
Faqr bhi kiya re, Maula.
Ilm bhi liya re, Maula.
Zindagi jiya magar kuchh reh gaya baaki.
Tu nahi dikha re, Maula.Ali Azmat - Maula - http://motolyrics.com/ali-azmat/maula-lyrics-arabic-translation.html
Sab nahi bika re, Maula.
Aur jahaan ruka wahaan pe jaam hai khali. Chaah ki kami mein tu hai.
Aankh ki nami mein tu hai.
Aas mein tu, Pyaas mein tu, saaz mein tu. Bewaja haasi mein tu hai.
Jo dikhe usi mein tu hai.
Ashk mein tu, rashk mein tu, jaan mein tu. Zeest ki sachchaiyon se, rooh ki gehraiyon se,
Raat ki tanhaiyon se tu guzar zara. Submitter's comments: Music+Lyric: Arko Mukherjee
Ali Azmat - مولاي (Arabic translation)
انا ايضا احببت .. يا مولاي
انا أيضا تألمت .. يا مولاي.
انا كنت سعيد في هذا الطريق .. ولكن ظل شي مفقود
كنت فخورا أيضا، يا مولاي.
تعلمت الدروس أيضا، يا مولاي.
عشت حياتي ولكن شيئا ظل مفقود.
لم أستطع أن أراك، يا مولاي.Ali Azmat - Maula - http://motolyrics.com/ali-azmat/maula-lyrics-arabic-translation.html
لم يباع كل شيء، يا مولاي.
وحيث توقفت، كنت وحيدا
انت في رغبتي للحب
انت في عيوني المبللة (بالدموع)ا
انت في الرغبة، في العطش، في الوئام.
انت في الأبتسامة المزيفة
انت في كل ما اري.
انت في الدموع، في الغيرة، في الحياة.
انت مررت خلال حقيقة الحياة، خلال عمق الروح، خلال وحدة الليل