Bally Sagoo

Tum Bin Jiya Lyrics

Tum Bin Jiya video

Votes:
0
See also:
Wrong lyrics?

Bally Sagoo - Tum Bin Jiya lyrics

Tum Bin Jiya udas sajna aa ja meray paas Tum Bin Jiya...... Tum Bin Jiya udas sajna aa ja meray paas Tum Bin Jiya...... Chand Ki aas Chakori ko mujh ko teri aas Tum Bin Jiya...... Tum Bin Jiya udas sajna aa ja meray paas Tum Bin Jiya..... Pagal ankhen her ek shay mein sajna tujh ko dhunden, pagal ankhen her ek sahy mein sajna tujh ko dhunden tum bin aag lagayen dil mein ye sawan ki boonden tu jo nahi to mann ko na bhaye in phoolon ki baas tum bin jiya...... tum bin jiya udaas sajna aa ja meray paas tum bin jiya...... so gaya chanda, so gaye taare, so gayi duniya sari so gaya chanda, so gaye taare, so gayi duniya sari ab to aa ja sangdil sajna tu jeeta main haari lamha lamha barhti jaye in akhion ki pyaas tum bin jiya...... tum bin jiya udaas sajna aa ja meray paas tum bin jiya...... toot gaye hain ek ek kar k saare sundar sapne toot gaye hain ek ek kar k saare sundar sapne begaane to begaane they tum bhi rahe na apne dil bhi haara jaan bhi fida ki pyar na aya raas tum bin jiya....... tum bin jiya udaas sajna aa ja mere paas tum bin jiya udaas..... chand ki aas chakori ko mujh ko teri aas tum bin jiya..... or it could be this im not too sure Tum bin Jiya udaas sajna aaja mere paas, Chand ki aas, chakori ko mujh ko teri aas, tum bin jiya pagal aankhain har ik shay mai sajna tujh ko dhoondain tum bin aag lagain dil mai yeh sawan ki boondain tu jo nahi to man ko na bhaye in gullo ki baas (Khushboo) so gaya chanda so gaye taray so gaye duniya sari ab tu aaja sang dil sajna tu jeeta mai haari lamha lamha barhati jaye in labo ki pyaasBally Sagoo - Tum Bin Jiya - http://motolyrics.com/bally-sagoo/tum-bin-jiya-lyrics.html

Write a comment

What do you think about song "Tum Bin Jiya"? Let us know in the comments below!

More "Rising From the East" Album Lyrics

Recommended songs