Lucky Ali

Pyaar Ki Duniya Lyrics

Pyaar Ki Duniya video

Lucky Ali
Overview
Lucky Ali - Aks album
ALBUM
Votes:
0
Genres:
  • World
Tags:
  • desi
  • lovely
  • ravi pop
See also:
Wrong lyrics?

Lucky Ali - Pyaar Ki Duniya lyrics

Lucky Ali - Aks -- Pyaar Ki Duniya

Jahaan hai meri pyaar ki duniya
Woh thandi chaaon ki duniya
Aaj ye dil karta hai mastiyon mein gaaoon main wahan
Aankhon mein chal ke aayi teri yaad re
O mitwaa pyaar tera bhool ke main jaaoonga kahan
Chamakti ghataaon mein tera aashiyaana hai
Tujhe pesh yeh mera dil nazraana hai
Tamannaein meri rehti hai wahan
Turatiyaan chalti hai wahan
Payaliyaan bajti hai wahan

Hariyaali hai muskaai mere desh mein
Aaj ye dil karta hai mastiyon mein naachoon main wahan

Inhi parbaton mein woh tumhari sadaayein hain
Khayalon mein teri machalti adaayein hainLucky Ali - Pyaar Ki Duniya - http://motolyrics.com/lucky-ali/pyaar-ki-duniya-lyrics.html

Suhaana hai ye apnan silsila
Ab dil se dil mila, na tum se hai gila yeh afsaana

Hmm...O saathi dil ko samjhaana
Bholi bhali mitti ka ye dil hai deewana
Har dil to azaad watan ke pyaar ka parwana

Aye aa aye aa oo aa aye ya, aye aa aye aa oo aa aye ya

Jahaan hai meri pyaar ki duniya
Woh thandi chaaon ki duniya
Aaj ye dil karta hai mastiyon mein gaaoon main wahan
Aankhon mein chalke aayi teri yaad re
O mitwa pyaar tera bhool ke main jaaoongaa kahan

Aye aa aye aa oo aa aye ya, aye aa aye aa oo aa aye ya

Write a comment

What do you think about song "Pyaar Ki Duniya"? Let us know in the comments below!

More "Aks" Album Lyrics

Recommended songs