Abhijeet

Pyar Bhara Ek Khat Lyrics

Pyar Bhara Ek Khat video

Votes:
0
See also:
Wrong lyrics?

Abhijeet - Pyar Bhara Ek Khat lyrics

Pyar bhara ek khat aaya hain

Jismein ghar ki khushbu hain

Pyar bhara ek khat aaya hain

Jismein ghar ki khushbu hain

Padhte padhte bheegi palken

Aankhon se chhalka aansu hain

Aansu hain

Pyar bhara ek khat aaya hain

Jismein ghar ki khushbu hain

Iss baar piya tum na aana

Yeh gham hum tum seh lenge

Iss baar piya tum na aana

Yeh gham hum tum seh lenge

Kuchh paise bach jaayenge

Bititya ke jewar le lenge

Likhte likhte ankh bhar aayi

Dil pe kiska kaabu hain kaabu hain

Pyar bhara ek khat aaya hain

Jismein ghar ki khushbu hain

Budhi maan ki budhi aankhen

Dekhe yeh ghar ka har kona

Budhi maan ki budhi aankhen
Abhijeet - Pyar Bhara Ek Khat - http://motolyrics.com/abhijeet/pyar-bhara-ek-khat-lyrics.html
Dekhe yeh ghar ka har kona

Bete ki thaali roz parose

Jaane kis din ho aana

Pal pal maan ka dil rota hain

Mamata toh bekaabu hain bekaabu hain

Pyar bhara ek khat aaya hain

Jismein ghar ki khushbu hain

Woh peepal ki chaanv ghaneri

Duaaon jaisa apana ganv

Woh peepal ki chaanv ghaneri

Duaaon jaisa apana ganv

Tumko pukaare ganv ki galiya

Mehakte saare phool aur kaliyaan

Birah ki raaten katt jaayegi

Hone ko roshan jugnu hain jugnu hain

Pyar bhara ek khat aaya hain

Jismein ghar ki khushbu hain

Padhte padhte bheegi palken

Aankhon se chhalka aansu hain

Aansu hain

Pyar bhara ek khat aaya hain

Jismein ghar ki khushbu hain

Write a comment

What do you think about song "Pyar Bhara Ek Khat"? Let us know in the comments below!

More "Other Songs A - Z" Album Lyrics

Recommended songs