Anandmurti Gurumaa

Teri Yaad Mein Jab Aasun Lyrics

Teri Yaad Mein Jab Aasun video

Votes:
0
See also:
Wrong lyrics?

Anandmurti Gurumaa - Teri Yaad Mein Jab Aasun lyrics

Teri yaad mein jab aasun ankhon mein aatey hain,
Ik dard uthey meetha or ham muskaate hain

Jab duniya soti hai, hum raat ko jagte hain
Jab duniya jagti hai, tab hum kho jaate hain

Teri yaad mein jab aasun ankhon mein aatey hain,
Ik dard uthey meetha or ham muskaate hain

Teri yaad mein jab aasun ankhon mein aatey hain,
Ik dard uthey meetha or ham muskaate hain

Tere milne ki aas nahin, par pyaas jagi dil meinAnandmurti Gurumaa - Teri Yaad Mein Jab Aasun - http://motolyrics.com/anandmurti-gurumaa/teri-yaad-mein-jab-aasun-lyrics.html
Tadpenge ya ki milein, raazi hue jaate hain

Teri yaad mein jab aasun ankhon mein aatey hain,
Ik dard uthey meetha or ham muskaate hain

Teri yaad mein jab aasun ankhon mein aatey hain,
Ik dard uthey meetha or ham muskaate hain

Sabh toot chuke bandhan, man kar raha vandan
Din raat tere nagmein hum gaaye jaate hain

Teri yaad mein jab aasun ankhon mein aatey hain,
Ik dard uthey meetha or ham muskaate hain

Teri yaad mein jab aasun ankhon mein aatey hain,
Ik dard uthey meetha or ham muskaate hain

Write a comment

What do you think about song "Teri Yaad Mein Jab Aasun"? Let us know in the comments below!

More "Samarpan" Album Lyrics

Recommended songs