- Votes:
Bilal Khan - Banda lyrics
Jaa chuka hai woh yahan se
 Apnan woh sab kuch haar ke
 Jise tum the jaante
 Ab nahin hai woh yahan pe
 Ab nahin hai woh yahan pe. Banda main woh raha hi nahin
 Main badal gaya, woh nahi raha
 Guzar jayegi kisi tarah ye zindagi. Kise kahun ke ab nahin raha?
 Kise kahun ke woh chala gaya?
 Kise kahun ke ab nahin aayega?Bilal Khan - Banda - http://motolyrics.com/bilal-khan/banda-lyrics.html
 Kise Kahun? Kaise kahun?
 Ab nahin hai woh yahan pe
 Ab nahin hai woh yahan pe. Banda main woh raha hi nahin
 Main badal gaya, woh nahi raha
 Guzar jayegi kisi tarah ye zindagi. Dekho toh sahi tum meri aankhon mein aankhein daal ke
 Aata hun nazar main tumko, dekho na mujhe ke..... Banda main woh raha hi nahin
 Main badal gaya, woh nahi raha
 Guzar jayegi kisi tarah ye zindagi. Submitter's comments:  Requested by Ms. Ana Dulgheru














