- Votes:
- See also:
Himesh Reshammiya - Aashiqui Mein Teri lyrics
aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 5 
de de dil jaaye na jaan yeh - 2 
hain kasam hain meri 
aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 2 
tu meri jannat hain tu hi meri chahat hain 
tu meri bechaini tu hi meri raahat hain 
tu hi manzil meri 
aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 2 
main teri deewangi mein hadh se gujar chuka hoon 
kya bataaun kis kadar main tujhpe marr chuka hoon 

tu meri saansen hain tu hi meri dhadkan hain 
tu meri madhoshi tu hi meri tadpan hain Himesh Reshammiya - Aashiqui Mein Teri - http://motolyrics.com/himesh-reshammiya/aashiqui-mein-teri-lyrics.html
tu hi manzil meri 
aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri - 2
har ghadi nazar mein hai chehra sirf tera 
kya karu main ab nahi hain bas mein dil yeh mera 

tu meri tanhaai tu hi meri mehfil hain 
tu meri betaabi tu hi mera qaatil 