- Votes:
- See also:
Junoon - Jazba-E-Junoon lyrics
Hai jazba junoon
 To himmat na haar
 Justajoo jo karey woh 
 Chuay asmaan
 Mehnat apni ho gi
 Pehchan kabhi na bhoolo
 Sab ki nazron mein
 Pakistan
 Kabhi na bhoolo
 Pakistan hai tumhara
 Pakistan hai humara
 Apna ghar 
 Apni sar zameen
 Sab kuch hai 
 Bas yaheen
 Itna to hai hum ko yakeenJunoon - Jazba-E-Junoon - http://motolyrics.com/junoon/jazba-e-junoon-lyrics.html
 Barhna hai
 Aagey har kadam
 Jab tak hai dam mey dam
 Ho gi kabhi himmat na kam
 Hai jazba junoon 
 To himmat na haar
 Justajoo jo karey woh 
 Chuay asmaan
 Mehnat apni ho gi
 Pehchan kabhi na bhoolo
 Sab ki nazron mein
 Pakistan
 Kabhi na bhoolo
 Pakistan hai tumhara
 Pakistan hai humara









