Kavita Krishnamurthy

Kya Jaanoon Sajan Lyrics

Kya Jaanoon Sajan video

Votes:
0
See also:
Wrong lyrics?

Kavita Krishnamurthy - Kya Jaanoon Sajan lyrics

Aa, aa
(Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam) - 2
Kya jaanoon sajan
(Jab se mili nazar maathe pe ban gaye
Bindiya nayan tere, dekho sajna) - 2
Dhar li jo pyaar se meri kalaaiyaan
Piya teri ungliyaan ho gayi kangna
Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaamKavita Krishnamurthy - Kya Jaanoon Sajan - http://motolyrics.com/kavita-krishnamurthy/kya-jaanoon-sajan-lyrics.html
Jal uthe sau diye jab liya tera naam
Kya jaanoon sajan
(Kaanton mein main khadi nainon ke dwaar pe
Nis din bahaar ke dekhoon sapne) - 2
Chehre ki dhool kya chanda ki chaandni
Utri to reh gayi mukh pe apni
(Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam) - 2
Kya jaanoon sajan, hm hm hm hm

Write a comment

What do you think about song "Kya Jaanoon Sajan"? Let us know in the comments below!

Recommended songs