Kavita Krishnamurthy

Yeh Kya Ho Raha Hain Lyrics

Yeh Kya Ho Raha Hain video

Votes:
0
See also:
Wrong lyrics?

Kavita Krishnamurthy - Yeh Kya Ho Raha Hain lyrics

yeh kya ho raha hain
yeh kyon ho raha hain
khwaabo mein par lag rahe hain
ham aajkal udd rahe hain
kiska asar hain
yeh kya ho raha hain
yeh kyon ho raha hain

(hawa hawa badli si lag rahi hain
mujhe naya naya lage hain jahaan) - 2
kaise kahu kya main kahu haal kya hain mera hone lage
sapney jawaan lamho mein rang bhar rahein hainKavita Krishnamurthy - Yeh Kya Ho Raha Hain - http://motolyrics.com/kavita-krishnamurthy/yeh-kya-ho-raha-hain-lyrics.html
mehke se pal lag rahe hain
kiska asar hain
yeh kya ho raha hain
yeh kyon ho raha hain

chunri jo dhalke hain mere kandhe se jo laga jaise kisine mujhko chua - 2
main kahi hu dil hain kahi bawri se pehle kabhi aaisa na hua
tanhaiyaa gaa rahi hain madhoshiyaa cha rahi ahin
kiska asar hain
yeh kya ho raha hain
yeh kyon ho raha hain

Write a comment

What do you think about song "Yeh Kya Ho Raha Hain"? Let us know in the comments below!

Recommended songs