Kavita Krishnamurti, Udit Narayan & Kumar Sanu

Mhare Hiwda Mein Lyrics

Mhare Hiwda Mein video

Kavita Krishnamurti, Udit Narayan & Kumar Sanu - Mhare Hiwda Mein lyrics

Mhare Hiwda Mein Nache Mor, Tak Thaiya Thaiya,
Bhavre Ne Machaya Shor, Khili Dil Ki Kaliyan,
Badla Mausam, Badle Nazare, Ya Badla Hai Nazariya,
Mhare Hiwda Mein Nache Mor, Tak Thaiya Thaiya...

Tu Nai Naveli Dulhan Hai,
Tera Roop Pyar Ka Darpan Hai,
Teri Mehendi Se, Tere Gajre Se,
Mehka Mehka Mera Jeevan Hai,
Mere Sawalon Ka Jawaab Banke Tu Aai Sajaniya,
Mhare Hiwda Mein Nache Mor, Tak Thaiya Thaiya,
Aisi Bandhi Pyar Ki Dor, Hui Main Bavariya,
Badla Mausam, Badle Nazare, Ya Badla Hai Nazariya,
Mhare Hiwda Mein Nache Mor, Tak Thaiya Thaiya...
Kavita Krishnamurti, Udit Narayan & Kumar Sanu - Mhare Hiwda Mein - http://motolyrics.com/kavita-krishnamurti-udit-narayan-and-kumar-sanu/mhare-hiwda-mein-lyrics.html
Yah Pyar Ka Sawan Aaya Hai,
Sang Preet Ka Mausam Laaya Hai,
Jo Dil Mein Chhupa Ke Rakha Tha,
Woh Raaz Labon Par Aaya Hai,
Dil Mein Basake, Apna Banake, Le Chalun Prem Nagariya,
Mhare Hiwda Mein Nache Mor, Tak Thaiya Thaiya,
Chahe Le Jao Jis Ore, Sang Chalungi Saiyan,
Badla Mausam, Badle Nazare, Ya Badla Hai Nazariya,
Mhare Hiwda Mein Nache Mor, Tak Thaiya Thaiya...

Yeh Chand Sitaron Ki Baaraat,
Layee Hai Ghadi Suhani,
Kya Baat Hai, Mere Saath Hai,
Mere Sapnon Ki Rani,
Barson Sataya Tune, Chain Churaya, Main Aaj Na Chhodoon Baiyan...

Write a comment

What do you think about song "Mhare Hiwda Mein"? Let us know in the comments below!

Recommended songs