Khwaja Mir Dard

Tamana Lyrics

Tamana video

Votes:
0
Wrong lyrics?

Tamana Lyrics Translations:

english

Khwaja Mir Dard - Tamana lyrics

Mera ji hai jab tak teri justju hai,
Zabaan jab talak hai yehi guftgoo hai. Khuda jane kya hoga anjaam is ka,
Main besabar itna hun woh tund khu hai. Tamanna hai teri agar hai tamanna,
Teri aarzoo hai, agar aarzoo hai. Kiya sair ham ne gulzaar-e-duniya,Khwaja Mir Dard - Tamana - http://motolyrics.com/khwaja-mir-dard/tamana-lyrics.html
Gul-e-dosti mein ajab rang-o-boo hai. Ghanimat hai yeh deed wa deed-e-yaarraan,
Jahan mund gayi aankh, mein hun na tu hai. Nazar mere dil ki pari Dard kis par,
Jidhar dekhta hun wohi rubroo hai.

Write a comment

What do you think about song "Tamana"? Let us know in the comments below!

Recommended songs