Kishore Kumar

Zindagi Ke Safar Main Guzar Jatay Hain Lyrics

Zindagi Ke Safar Main Guzar Jatay Hain video

Zindagi Ke Safar Main Guzar Jatay Hain Lyrics Translations:

englishgerman

Kishore Kumar - Zindagi Ke Safar Main Guzar Jatay Hain lyrics

zindagi ke safar mein,guzar jate hain jo makam
woh phir nahin aate,
woh phir nahin aate
zindagi ke safar mein,guzar jate hain jo makam
woh phir nahin aate,
woh phir nahin aate phool khilte hain,
log milte hain
phool khilte hain,
log milte hain magar
patjhad main jo phool
murjha jate hain
woh baharon ke aane se khilte nahin
kuchh log ek roz jo bichad jate hain
woj hazaron ke aane se milte nahin
umr bhar chahe koi pukara kare unka naam
woh phir nahin aate,
woh phir nahin aate aap roka hai
kya bharosa hai
aap roka hai kya bharosa hai sunoKishore Kumar - Zindagi Ke Safar Main Guzar Jatay Hain - http://motolyrics.com/kishore-kumar/zindagi-ke-safar-main-guzar-jatay-hain-lyrics.html
doston shak dosti ka dushman hai
apne dil me ise ghar babane na do
agar tadapna pade yaad me zindagi
rok lo roothkar unko jaane na do
baad me pyaar ke chahe bhejo hazaroon salaam
woh phir nahi aate
woh phir nahi aate subaah aate hai
raat jaate hai
subaah aate hai
raat jaate hai yuhi
waqt chalta hi rehta hai rukta nahi
ek pal me ye aage nikal jaata hai
aadmi theek se dekh paata nahin
aur parde pe manzar badal jaata hai
ek baar chale jaate hai jo din raat subaah shaam
woh phir nahi aate
woh phir nahi aate zindagi ke safar mein,guzar jate hain jo makam
woh phir nahin aate,
woh phir nahin aate

Write a comment

What do you think about song "Zindagi Ke Safar Main Guzar Jatay Hain"? Let us know in the comments below!

Recommended songs