Kumaar

Jalwanuma- Ghost Lyrics

Jalwanuma- Ghost video

No photo
Overview
Votes:
0
Wrong lyrics?

Kumaar - Jalwanuma- Ghost lyrics

Jalwanuma
Teri saadgi
Teri dilkashi
Teri baat aaye na
Aisa kabhi hota nahi
Teri yaad aaye na Teri yaadon mein hoon khoya
Kayi raaton se na soya
Raha tanha hansa roya Jalwanuma tu har jagah
Tu har kahin hai jaana
Tere bina jeena mera
Mumkin nahi hai jaana Mere khyaalon mein tu
Dil ke sawalon mein tu
Armaan hai mujh mein bus tera Shab ke andheron mein tu
Din ke ujaalon mein tu
Har lamha tujhse hai juda Jab shaam dhale
Har saans jale
Na zor chale mera Jalwanuma tu har jagah
Tu har kahin hai jaanaKumaar - Jalwanuma- Ghost - http://motolyrics.com/kumaar/jalwanuma-ghost-lyrics.html
Tere bina jeena mera
Mumkin nahi hai jaana Khwaabon ki baarish mein tu
Jeene ki khwaaish mein tu
Behte lahu mein tu rawaan Fitrat iraadon ki tu
Hasrat hai raaton ki tu
Subah ki tu hi iltaja You are the nature of my decisions
You are the desire of nights
You are the request of the morning Hai dil ki sadaa
Ab door na ja
Tu chainon sukoon mera
Jalwanuma tu har jagah
Tu har kahin hai jaana
Tere bina jeena mera
Mumkin nahi hai jaana Jalwanuma tu har jagah
Tu har kahin hai jaana
Tere bina jeena mera
Mumkin nahi hai jaana

Write a comment

What do you think about song "Jalwanuma- Ghost"? Let us know in the comments below!

Recommended songs