Lata Mangeshkar

Bhare Bazaar Mein Hum Kyon Lyrics

Bhare Bazaar Mein Hum Kyon video

Votes:
0
See also:
Wrong lyrics?

Lata Mangeshkar - Bhare Bazaar Mein Hum Kyon lyrics

bhare bazaar mein hum kyun - 2
yeh dil ki baat le jaayen
bhare bazaar mein hum kyun yeh dil ki baat le jaayen
yahi achha hai apana gam hum apane saath le jaayen
bhare bazaar mein ho o o

zamane ne naseebon ke hawale kar diya humko
zamane ne - 2 naseebon ke hawale kar diya humko
jahan chahe jidhar chahe pakadkar haath le jaayen - 2
bhare bazaar mein ho o o
Lata Mangeshkar - Bhare Bazaar Mein Hum Kyon - http://motolyrics.com/lata-mangeshkar/bhare-bazaar-mein-hum-kyon-lyrics.html
meharbaanon kabhi tumne liya tha karz jo humse
meharbaanon - 2 kabhi tumne liya tha karz jo humse
wahi de do samajhkar hum usse khairaat le jaayen - 2
bhare bazaar mein ho o o

kaha aankhen kaha baadal magar dil mein yeh aati hain
kaha aankhen - 2 kaha baadal magar dil mein yeh aati hain
bahut roye churakar ghar mein yeh barsaat le jaayen - 2
yahi achha hai apana gam hum apane saath le jaayen
bhare bazaar mein hum kyun yeh dil ki baat le jaayen

Write a comment

What do you think about song "Bhare Bazaar Mein Hum Kyon"? Let us know in the comments below!

Recommended songs