Lata Mangeshkar

Mujhe Alaah Ki Kasam Lyrics

Mujhe Alaah Ki Kasam video

Votes:
0
See also:
Wrong lyrics?

Lata Mangeshkar - Mujhe Alaah Ki Kasam lyrics

(Mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam tumse pyar ho gaya - 2
bina eed ke hi chand ka deedar ho gaya - 2
deedar ho gaya tumse pyar ho gaya ) - 2

panv mein ghungaru bandhkar (naachi hai jawani) - 2
panv mein ghungaru bandhkar (naachi hai jawani) - 2
ulafat ki shuru ho gayi (ek nayi kahani) - 2
dekho husna phirse ishq par nisaar ho gaya - 2
nisar ho gaya tumse pyar ho gayaLata Mangeshkar - Mujhe Alaah Ki Kasam - http://motolyrics.com/lata-mangeshkar/mujhe-alaah-ki-kasam-lyrics.html

ji chaahata hai chumlu honton ko tumhare hoton ko tumhare - 2
ye hont kya hai jism-o-jaan hai naam tumhare
ye dil diwana aapka sarkaar ho gaya - 2
sarkaar ho gaya tumse pyar ho gaya
Mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam tumse pyar ho gaya - 2
bina id ke hi chand ka didar ho gaya
(Mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam tumse pyar (ho gaya) - 2) - 4

Write a comment

What do you think about song "Mujhe Alaah Ki Kasam"? Let us know in the comments below!

Recommended songs