Lata Mangeshkar

Prabhu Tumhin Prakash Do Lyrics

Prabhu Tumhin Prakash Do video

Votes:
0
See also:
Wrong lyrics?

Lata Mangeshkar - Prabhu Tumhin Prakash Do lyrics

prabhu tumhin prakash do
saanjh ho gayi prabhu tumhin prakash do
prakash do
prakash do

zindagi ki naav ye liye hamein kidhar chali
raah dhuundati hui bhanvar mein aaj ghir chali
jhilamila raha hriday nayan ki putaliyaan hili
aansuon ki dhaar aaj baadalon si jhar chali
bhikh maangate nayan
bhikh maangate nayan inhein suhaas doLata Mangeshkar - Prabhu Tumhin Prakash Do - http://motolyrics.com/lata-mangeshkar/prabhu-tumhin-prakash-do-lyrics.html
is niraash kaanpate hriday ko aas do
prabhu tumhin prakash do

mila kahin na chain hai kati kahin na rain hai
siva rudan ke aaj tak sune na madhur bain hain
bujha hua prakaash dip paanv ladakhada rahein
kuch bhi suujhata nahin andhere aise chha rahein
praan ye pukaarate
praan ye pukaarate tumhin vikaas do
is niraash kaanpate hriday ko aas do
prabhu tumhin prakaash do

Write a comment

What do you think about song "Prabhu Tumhin Prakash Do"? Let us know in the comments below!

Recommended songs