Lata Mangeshkar

Taare Vohi Hain Chaand Vohi Hai Lyrics

Taare Vohi Hain Chaand Vohi Hai video

Lata Mangeshkar - Taare Vohi Hain Chaand Vohi Hai lyrics

taare vohi hain chaand vohi hai
haay magar vo raat nahin
haay, taare vohi hain
(main bhi vohi hoon tum bhi vohi ho) - 2
haay magar vo baat nahin
taare vohi hain

jo main jaanati dil deke dukhi hona hai
ye preet sada ka rona hai
(na mera dil bhatakta na main aap bhatakti) - 2
band zubaan (main kahaan vo kahaan) - 2
ab milane ki koyi baat nahin
haay vo raat nahinLata Mangeshkar - Taare Vohi Hain Chaand Vohi Hai - http://motolyrics.com/lata-mangeshkar/taare-vohi-hain-chaand-vohi-hai-lyrics.html
haay, taare vohi hain

aankhon mein aansu lab pe haay
ye ham un se lekar aaye
(haar gaye ham payaar ki baazi) - 2
dil ne aise khel khilaaye
band zubaan (main kahaan vo kahaan) - 2
ab milane ki koyi baat nahin
haay vo raat nahin
taare vohi hain, chaand vohi hai
haay magar vo raat nahin
haay, taare vohi hain

Write a comment

What do you think about song "Taare Vohi Hain Chaand Vohi Hai"? Let us know in the comments below!

Recommended songs