- Votes:
Nayak Movie - Saiyyan Pakad Baiyyan lyrics
Song By SUNIDHI CHAUHAN AND HANS RAJ HANS
--FEMALE--
Oh saiyyan
(Saiyyan pakad baiyyan, saiyyan padoon paiyyan
Chalo saiyyan, taaron ki chhaiyyan) - 2
Saiyyan, saiyyan saiyyan saiyyan - 2
Oh saiyyan
--MALE--
(Khel raha hoon main talvaar se
Kheloon kaise tere pyaar se) - 2
Aage peechhe bhool bhulaaiyan
Nikle kaise tera saiyyan
--FEMALE--
(Saiyyan pakad baiyyan, saiyyan padoon paiyyan
Chalo saiyyan, taaron ki chhaiyyan) - 2
Tu raja, tu neta, bas hai naam ka
Tu PM tu saiyyan kis kaam ka
--MALE--
Labon pe gile hai, nazar mein sawaal
Tera gora mukhda hua kyoon laal
--FEMALE--
Sab ke dardi, oh bedardi
Kaisi teri yeh khudgarzi
Leke aayi main thi arzi
Haan kar naa kar teri marzi saiyyanNayak Movie - Saiyyan Pakad Baiyyan - http://motolyrics.com/nayak-movie/saiyyan-pakad-baiyyan-lyrics.html
(Saiyyan pakad baiyyan, saiyyan padoon paiyyan
Chalo saiyyan, taaron ki chhaiyyan) - 2
Saiyyan, saiyyan saiyyan saiyyan - 2
Oh saiyyan
--MALE--
Nahin yeh bewafaai, nahin main harjaayi
Ke din raat teri mujhe yaad aayi
--FEMALE--
Na mujhe chain aaya, na mujhe neend aayi
Chhan se toot gayi meri angdaai, haan meri angdaai
--MALE--
Pyaar ki chunri
Pyaar ki chunri prem ki choli
Leke nainon ki yeh doli
Main aaya hoon, oh humjoli - 2
Aaja khele aankh micholi
--FEMALE--
(Saiyyan pakad baiyyan, saiyyan padoon paiyyan
Chalo saiyyan, taaron ki chhaiyyan) - 2
Saiyyan, saiyyan saiyyan saiyyan - 2
--MALE--
(Saiyyan, saiyyan)
--FEMALE--
Oh saiyyan