- Votes:
 - See also:
 
Noori - Nishaan lyrics
Raaton ke andheron mein jab
 Khamoshi galyon mein ghoomay
 Sayay bhi tum se kuch keh dein gay
 Rahon ke kaanton pe chal ke
 Dur andheron se nikal ke
 Rang sab apnay badal ke…
 Aa ga'ay ho phir yahan
 Ho gayay ho aashna
 Roshni ke des mein
 Tum bhi dekho gay kayee jalway!
 Dhoondo ge sitaray to zamana tumhey dekhay ga
 Aa ke tumharee yeh zindagee se khelay ga
 Jalo ge zamanay ke jo sang tum chalo ge
 Tum so na pao ge, doob jao ge!
 Likho jo naee daastan
 Mitain gay Nahi phir nishaan!
 Bhoolay se bhi woh na jaagain
 Sayay se apnay woh bhagain
 Jal Nahi paein gay phir diyay!
 Dur anjaani iss dagar peNoori - Nishaan - http://motolyrics.com/noori/nishaan-lyrics.html
 Ek andheri rahguzar pe
 Aas ki kirnon se dar ke…
 Chal diyay ho tum kahan?
 Dhoondtay kiss kay nishaan?
 Shor ke bazaar mein
 Hosh na ayay kabhi phir tumhein!
 Dhoondo ge sitaray to zamana tumhey dekhay ga
 Aa ke tumharee yeh zindagee se khelay ga
 Jalo ge zamanay ke jo sang tum chalo ge
 Tum so na pao ge, doob jao ge!
 Bhula do yeh saara jahaan
 Likho ek naee daastan
 Mitain gay Nahi phir nishaan!
 Aa sang hamaray chal re
 Aa buss yahi ek pal re
 Meray saayay mein tu chal,
 Apni dunya se nikal,
 Aa sab ko chor ke chal re…
 Dhoonda hai sitaron ko, zamanay ko bhi dekhain gay
 Aa ke tumharee hum zindagee se khelain gay
 Likhi hai apnee zindagi ki daastan
 Mitay ga Nahi phir nishaan!














