Sadhna Sargam

Jis Rut Mein Chudiyaan Lyrics

Jis Rut Mein Chudiyaan video

Votes:
0
Wrong lyrics?

Sadhna Sargam - Jis Rut Mein Chudiyaan lyrics

(jis rut mein chudiyaan khanakati hain - 2
woh rut aa gayi mastaani - 2
dulhe raaja aayenge le jaayenge banaake raani - 2) - 2
o jis rut mein chudiyaan khanakati hain

o bachpan ke khel khilaune, o gudiyaan ki shaadi - 2
yaad aayegi bholepan ki baatein sidhisaadhi
o o o baatein sidhisaadhi....
bhul ke sakhiyon ki naadaani, tu ban jaaye sayaani - 2
dulhe raaja aayenge le jaayenge banaake raani
banno ka aanchal deewaana paagalSadhna Sargam - Jis Rut Mein Chudiyaan - http://motolyrics.com/sadhna-sargam/jis-rut-mein-chudiyaan-lyrics.html
barasega piyaan par yeh bankar baadal
banno ke kangan karate hai khankhan
yeh rukati saansein haay badhati dhadkan

gaati hain baabul ki galiyaan, kehate hai chaubaarein - 2
tere daaman mein bhar jaayein ambar ke sab taarein
haan haan haan ambar ke sab taarein
tere din ho rang hasin ke, raatein ho nuraani - 2
dulhe raaja aayenge le jaayenge banaake raani
jis rut mein chudiyaan khanakati hain, (woh rut aa gayi mastaani - 2)
dulhe raaja aayenge le jaayenge banaake raani - 2

Write a comment

What do you think about song "Jis Rut Mein Chudiyaan"? Let us know in the comments below!

Recommended songs