- Votes:
 - See also:
 
Sajjad Ali - Bolo Bolo lyrics
bolo bolo bolo kia dekha
 bolo bolo bolo kiaa dekha tumne mere mein
 kia dekha
 wese to chehre hazaron hain
 meri udas nigahon mein tumne kia dekha
 kia dekha
 meri gari dekhi
 ya mera bangla dekha
 ya mera sara bank balance dekha
 mere sapne dekhe
 na mera jazba dekha
 na mera toota hoa dil dekhaaa
 tumhe pyaar mujh se nahin hai
 pyaar mujh se nahin hai
 pyaaar mujh se nahin hai
 mein tum se door chala jaoon
 ya paas chala aoon
 ikrar tum se nahin hai
 socha tha pyaar tumhe karoon ga
 socha tha pyaar zindagi bhar mein tumhe karoon ga
 khwabon ka ghar jo banaya tha
 woh ghar to mein ne tumhare liye hee sajaya thaSajjad Ali - Bolo Bolo - http://motolyrics.com/sajjad-ali/bolo-bolo-lyrics.html
 yeh khabar na thee
 yeh pata na tha
 tum to jhoota pyaar ho
 tumhe apna kaha
 tumhe pyaar diya
 lekin tum koi aur hooo
 tumhe pyaar mujh se nahin hai
 pyaar mujh se nahin
 pyaar mujh se nahin hai
 mein tum se door chala jaoon
 ya paas chala aoon
 ikrar tum se nahin hai
 tumhe pyaar mujh se
 nahin pyaar mujh se nahin
 pyaar mujh se nahin hai
 mein tum se door chala jaoon
 ya paas chala aoon
 ikrar tum se nahin hai
 tumhe pyaar mujh se nahin
 pyaar mujh se nahin
 pyaar mujh se nahin hai
 mein tum se door chala jaoon
 ya paas chala aoon ikrar tum se nahin hai.....









