- Votes:
 - See also:
 
Sajjad Ali - Tum Aa Gay Ho To lyrics
tum aa gayay ho tu kiyon
 intizar-e-shaam karain
 kaho tu kiyon na abhi se kuch ehtimam karain
 tum aa gayay ho tu kiyon intizar-e-shaam karain
 ..........
 kholoos-o-mehr-o-wafa
 log kar chukay hain buhat
 meray khayal main ab aur koi kaam karain
 kaho tu kiyon na abhi se kuch ehtimam karain
 tum aa gayay ho tu kiyon intizar-e-shaam karain
 ..........
 juda howay hain buhat log
 aik tum bhi sahi
 ab itni baat pe kiya zindagi haraam karainSajjad Ali - Tum Aa Gay Ho To - http://motolyrics.com/sajjad-ali/tum-aa-gay-ho-to-lyrics.html
 kaho tu kiyon na abhi se kuch ehtimam karain
 tum aa gayay ho tu kiyon intizar-e-shaam karain
 ..........
 rahay talab main jo gumnaam
 mar gayay nasir
 matayay dard unhi sathiyon ke naam karain