Shekhar Ravijiani

Ishq wala love Lyrics

Ishq wala love video

Votes:
0
Wrong lyrics?

Ishq wala love Lyrics Translations:

spanish

Shekhar Ravijiani - Ishq wala love lyrics

Surkh wala, sauz wala, Faiz wala love
Hota hai jo love se jyada waise wala love
Ishq wala love Hua jo dard bhi toh humko aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Ye kya hua hai kya khabar yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar ye usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love Meri neend jaise pehli baar tooti hai
Aankhein band kar ke dekhi hai maine subah
Hui dhoop zyada leke teri roshni din chadha
Ishq wala love Jhanke badalon ki jaali ke peechhe se
Kare chandani ye mujhko ittala
Leke noor sara chand mera yahin pe hai chhupa chhupa hua
Ishq wala love Hua jo dard bhi toh humko aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Ye kya hua hai kya khabar yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar ye usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada huaShekhar Ravijiani - Ishq wala love - http://motolyrics.com/shekhar-ravijiani/ishq-wala-love-lyrics.html
Ishq wala love Jo aise hota
Jo milte tum ho jaate gum sath mere
Hote hote hoga samjhaye hum tham jaaye tum
O dil mere
Toota zyada zyada tara jab gira
Zara zyada zyada maangu dil tera
Kabhi zyada zyada maane na dil ye sarphira
Ishq wala love Bada ye dil nadaan tha, par aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Jo khine ka tha dar tujhe pata nahi kyu zyada hua
Ishq wala love Hua jo dard bhi toh humko aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Ye kya hua hai kya khabar yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar ye usko bhi hua hai phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love Surkh wala, sauz wala, Faiz wala love
Hote hai jo love se jyada waise wala love
Ishq wala love (x2)

Write a comment

What do you think about song "Ishq wala love"? Let us know in the comments below!

Recommended songs