- Votes:
Sujatha - Kal nahi tha lyrics
Kal nahin tha voh kya hai aaj yeh
 Keh gayi yeh hawaayein kya mujhe
 Kahin yeh khwaab to nahin
 Kahin yeh pyaar to nahin
 Hardam aas ho gayi kyoon mann mein
 Kal nahin tha voh kya hai aaj yeh
 Keh gayi yeh hawaayein kya mujhe
 Yeh kya haal ho gaya
 Mujhko yeh kya ho gaya
 Hardam aas ho gayi kyoon mann mein
 Hai khuda bhi kahan maa ki mamta bina
 Swapn aate nahin pyaar jaage bina
 Hai kahan yeh mohabbat chaahaton ke bina
 Dhadkanon ki zubaan dhadkanon ne suni
 Uth raha hai dhuaan aag to hai vahin
 Pyaar milta jahan par zindagi hai vahin
 Kal nahin tha voh kya hai aaj yeh
 Keh gayi yeh hawaayein kya mujhe
 Kahin yeh khwaab to nahin
 Kahin yeh pyaar to nahinSujatha - Kal nahi tha - http://motolyrics.com/sujatha/kal-nahi-tha-lyrics.html
 Hardam aas ho gayi kyoon mann mein
 Kal nahin tha voh kya hai aaj yeh
 Keh gayi yeh hawaayein kya mujhe
 Aasmaan hai jahan hai sitaarein vahan
 Chaandni hai jahan chandra ma hai vahan
 Manzilein hai vahin pe pyaar hota jahan
 Pyaar ki raah mein aap jo mil gaye
 Raah mein hazaaron deep kyoon jal gaye
 Aaj kyoon mere mann mein phool khil gaye
 Kal nahin tha voh kya hai aaj yeh
 Keh gayi yeh hawaayein kya mujhe
 Kahin yeh khwaab to nahin
 Kahin yeh pyaar to nahin
 Hardam aas ho gayi kyoon mann mein
 Kal nahin tha voh kya hai aaj yeh
 Keh gayi yeh hawaayein kya mujhe
 Yeh kya haal ho gaya
 Mujhko yeh kya ho gaya
 Hardam aas ho gayi kyoon mann meine












