Udit Narayan, Sonu Nigam, Alka Yagnik

Hamein Tumse Huaa Hai Pyaar Lyrics

Hamein Tumse Huaa Hai Pyaar video

Udit Narayan, Sonu Nigam, Alka Yagnik - Hamein Tumse Huaa Hai Pyaar lyrics

huN.., huN huN huN huN
hey.., hey hey hey hey
hamein tumse huaa hai pyaar, ham kyaa karein -2
aap hi bataaein ham kyaa karein
aap se bhi hasin hain aap ki ye adaaein
ham is adaa pe kyun na marein
tumhe hamse huaa hai pyaar, ham kyaa karein -2
aap hi bataaein ham kyaa karein
aap se bhi hasin hain aap ki ye adaaein
ham is adaa pe kyun na marein
hamein tumse huaa hai pyaar, ham kyaa karein
aap hi bataaein ham kyaa karein

bas ham tumhe dekhaa karein
baiThi raho aaghosh mein
aisi bhi kyaa deevaangiUdit Narayan, Sonu Nigam, Alka Yagnik - Hamein Tumse Huaa Hai Pyaar - http://motolyrics.com/udit-narayan-sonu-nigam-alka-yagnik/hamein-tumse-huaa-hai-pyaar-lyrics.html
bilkul nahin ho tum hosh mein
jaan-e-man jaan-e-jaanaa chhodiye bhi sataanaa
ham is jalan mein kab tak jalein
tumhe hamase huaa hai pyaar, ham kyaa karein
aap hi bataaein ham kyaa karein
hamein tumse huaa hai pyaar, ham kyaa karein
aap hi bataaein ham kyaa karein

kahne lagi bechainiyaan, ab dooriyaan hai mushkil badi
panchhi piyaa pardesiyaa, kaise jiyein ham ab ye ghadi
aap se aarzoo hai, aap se zindagi hai
aap ke binaa ham kaise rahein
hamein tumse huaa hai pyaar, ham kyaa karein
aap hi bataaein ham kyaa karein
hamein tumse huaa hai pyaar, ham kyaa karein
aap hi bataaein ham kyaa karein

Write a comment

What do you think about song "Hamein Tumse Huaa Hai Pyaar"? Let us know in the comments below!

Recommended songs