Udit Narayan

Kya Mausam Aaya Hain Lyrics

Kya Mausam Aaya Hain video

Udit Narayan
Overview
Votes:
0
See also:
Wrong lyrics?

Udit Narayan - Kya Mausam Aaya Hain lyrics

(Kya mausam aya hai - 2
purab se mastani purwai chali
khushabu se mehaki hai phoolon ki gali
geet gaye nadiya lehron mein hai sargam
hai ghata diwani boondon mein hai chhamchham) - 2
Kya mausam aaya hai

(mehlon ki rani dukhase begani lag jaye na dhup tujhe
uda uda jau sabako batayu dhup lage hai chhav mujhe) - 2
katonse ho jaye pao na ghayal katon pe nachungi bandh ke main payal
ghar nahi hai ye to kutiya hamari hai
ye teri katiya to mehlon se pyari hai
(Kya mausam aya hai - 2
purab se mastani purwai chali
khushabu se mehaki hai phoolon ki gali
geet gaye nadiya lehron mein hai sargamUdit Narayan - Kya Mausam Aaya Hain - http://motolyrics.com/udit-narayan/kya-mausam-aaya-hain-lyrics.html
hai ghata diwani boondon mein hai chhamchham) - 2
Kya mausam aaya hai

(behete pawan ke ujale gagan ke ji karata hai sath chalu
chikani dagar hai girane ka dar hai tham ke tera hath chalu) - 2
dharti pe bikhare hai odss ke moti
ye teri boli to soor naye piroti
dard ka o aangan main chhod ke aayi
kya tujhe jannat ki ronak nahi bhai
(Kya mausam aaya hai - 2
purab se mastani purwai chali
khushabu se mehaki hai phoolon ki gali
geet gaye nadiya lehron mein hai sargam
hai ghata diwani boondon mein hai chhamchham) - 2
Kya mausam aaya hai

Write a comment

What do you think about song "Kya Mausam Aaya Hain"? Let us know in the comments below!

Recommended songs