Umrao Jaan

Jhute Ilzaam Lyrics

Jhute Ilzaam video

Umrao Jaan
Overview
Votes:
0
Wrong lyrics?

Umrao Jaan - Jhute Ilzaam lyrics

humane kyaa samajaa tumane kyaa samajaa
bewafaa humane tumako samajaa sanam
tumane humakohi bewafaa samajaa

(jhute ilzaam meri jaan lagaayaa naa karo - 2
dil hai naajuk ise tum aise dukhaayaa naa karo
jhute ilzaam meri jaan lagaayaa naa karo) - 2

meri aankhon mein jo achhe nahi lagate aansu - 2
to jalaayaa naa karo mujhako sataayaa naa karo - 2
dil hai naajuk ise tum aise dukhaayaa naa karo
jhute ilzaam meri jaan lagaayaa naa karo

tum kisi aur ki kismat mein ho tum mere nahi - 2Umrao Jaan - Jhute Ilzaam - http://motolyrics.com/umrao-jaan/jhute-ilzaam-lyrics.html
ye agar sach bhi hai to mujhako bataayaa naa karo - 2
dil hai naajuk ise tum aise dukhaayaa naa karo
jhute ilzaam meri jaan lagaayaa naa karo

yaa to taawir bataayo mere sab khwaabo ki - 2
yaa koi khwaab in aankhon ko dikhaayaa naa karo - 2
dil hai naajuk ise tum aise dukhaayaa naa karo
jhute ilzaam meri jaan lagaayaa naa karo

abhi aaye ho abhi baithe abhi jaate ho - 2
sirf ek rasm nibhaane ko to aayaa naa karo - 2
dil hai naajuk ise tum aise dukhaayaa naa karo
jhute ilzaam meri jaan lagaayaa naa karo

Write a comment

What do you think about song "Jhute Ilzaam"? Let us know in the comments below!

Recommended songs