Veer Zaara

Main Yahaa Hoon Lyrics

Main Yahaa Hoon video

Veer Zaara
Overview
Votes:
0
Wrong lyrics?

Main Yahaa Hoon Lyrics Translations:

english (2)german

Veer Zaara - Main Yahaa Hoon lyrics

janam dekhlo mit gayin dooriyan
main yahan hoon yahan hoon yahan hoon yahan
kaisi sarhadein kaisi majbooriyan
main yahan hoon yahan hoon yahan hoon yahan tum chupa na sakogi main woh raaz hoon
tum bhula na sakogi woh andaaz hoon
goonjta hoon jo dil mein toh hairan ho kyunVeer Zaara - Main Yahaa Hoon - http://motolyrics.com/veer-zaara/main-yahaa-hoon-lyrics.html
main tumhare hi dil ki toh aawaaz hoon
sun sako toh suno dhadkanon ki zabaan main hi main ab tumhare khayaalon mein hoon
main jawabon mein hoon mein sawaalon mein hoon
main tumhare har ek khwab mein hoon basaa
main tumhari nazar ke ujaalon mein hoon
dekhti ho mujhe dekhti ho jahan

Write a comment

What do you think about song "Main Yahaa Hoon"? Let us know in the comments below!

Recommended songs