Mohammad Rafi

Shirdi Wale Sai Baba Lyrics

Shirdi Wale Sai Baba video

Votes:
0
Wrong lyrics?

Shirdi Wale Sai Baba Lyrics Translations:

english

Mohammad Rafi - Shirdi Wale Sai Baba lyrics

Aaaaa...
Zamane ne kaha tooti hui tasweer banti hai
Tere darbaar main bigdi hui taqdeer banti hai
Tareef teri nikli hai dil se
Aayi hai lab pe ban ke qawaali
Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali [Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali] Lab pe duayen aakhon main aansoon
Dil main umeedein par jholi khali
Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali [Dar pe sawali, aaya hai dar pe sawali] Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali [Ooo...] O mere sai deva tere sab naam lewa
[O mere sai deva tere sab naam lewa] Khuda insaan saare sabhi, tujhko hain pyaare
Sune fariyaad sabki, tujhe hai yaad sabki
Bada ya koi chhota, nahi mayoos lauta
Ameeron ka sahara, gareebon ka guzara
Teri rahmat ka kissa bayan akbar kare kya
Do din ki duniya, duniya hai gulshan
Sab phool kaante, too sab ka mali [Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali] Khuda ki shaan tujhme
Dikhe bhagwaan tujhme [Khuda ki shaan tujhme
Dikhe bhagwaan tujhme] Tujhe sab maante hainMohammad Rafi - Shirdi Wale Sai Baba - http://motolyrics.com/mohammad-rafi/shirdi-wale-sai-baba-lyrics.html
Tera ghar jaante hain
Chale aate hain daude
Jo khush kismat hain thode
Yeh har rahi ki manzil
Yeh har kashti ka sahil
Jise sab ne nikala
Use toone sambhala [Jise sab ne nikala
Use toone sambhala] Too bichhdon ki milaye
Bujhe deepak jalaye [Too bichhdon ki milaye
Bujhe deepak jalaye
Too bichhdon ki milaye
Bujhe deepak jalaye] Yeh gam ki raatain, raatain yeh kaali
Inko banade id aur diwali [Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali] Lab pe duayen aakhon main aansoon
Dil main umeedein par jholi khali [Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali
Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali
Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali
Shirdi wale sai baba
Aaya hai tere dar pe sawali] Submitter's comments:  [choir]

Write a comment

What do you think about song "Shirdi Wale Sai Baba"? Let us know in the comments below!

Recommended songs