Rafi

Aye Jaan-E-Wafa Aaisa Bhi Kya Lyrics

Aye Jaan-E-Wafa Aaisa Bhi Kya video

Votes:
0
See also:
Wrong lyrics?

Rafi - Aye Jaan-E-Wafa Aaisa Bhi Kya lyrics

Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye
Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye

Ye tumne kaha tha ki ham hain tumhare
To ham bhi ye samajhe ki tum ho hamare
Phir hamein kis baat ki saza de rahe ho

Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye

Jaha pyaar hoga shararat bhi hogi
Jaha hogi antpan mobabbat bhi hogiRafi - Aye Jaan-E-Wafa Aaisa Bhi Kya - http://motolyrics.com/rafi/aye-jaan-e-wafa-aaisa-bhi-kya-lyrics.html
Jhuki jhuki aankhon se ye pata de rahe ho

Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye

Idhar rah gayi ya udhar rah gayi hai
Kahi kuch kami si magar rah gayi hai
Meri wafa ka ye kya sila de rahe ho

Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye
Aye jaan-e-wafa aaisa bhi kya
Tum to khafa hamse ho gaye

Write a comment

What do you think about song "Aye Jaan-E-Wafa Aaisa Bhi Kya"? Let us know in the comments below!

More "Other Songs A - Y" Album Lyrics

Recommended songs