Rafi

Haaye Re Insan Ki Majbooriyaan Lyrics

Haaye Re Insan Ki Majbooriyaan video

Votes:
0
See also:
Wrong lyrics?

Rafi - Haaye Re Insan Ki Majbooriyaan lyrics

Haaye re insaan ki majbooriyaan-2
Paas rah kar bhi hai kitani dooriyaan, dooriyaan
Haaye re insaan ki

Kuchh andhere men nazar aata nahin
Koi taara raah dikhalaata nahin
Jaane ummidon ki manzil hai kahaan-2
Haaye re insaan kiRafi - Haaye Re Insan Ki Majbooriyaan - http://motolyrics.com/rafi/haaye-re-insan-ki-majbooriyaan-lyrics.html

Shamma ke anjaam ki kis ko khabar
Khatm hogi yaa jalegi raat bhar
Jaane ye shola banegi ya dhuaan-2
Haaye re insaan ki

Posted by: p u r n I'm a

Write a comment

What do you think about song "Haaye Re Insan Ki Majbooriyaan"? Let us know in the comments below!

More "Other Songs A - Y" Album Lyrics

Recommended songs