- Votes:
 - See also:
 
SONU NIGAM - Ye Dil Tere Bin Yaad 2001 lyrics
Ye dil tere bin tadpe raat din tu hai bekhabar,
 tujh bin kuch nahin ab ye zindagi mere humsafar.
 mera dil tera he ho gaya kuch aisa mein tujh mein kho gayaaaaaaa aaa aa.
 Ye dil tere bin tadpe raat din tu hai bekhabar..
 Mein chahta hu tujhko ho jaye tu meri,
 kuch aur to nahin hai ab aarzo meri is kadar mein tujhe
 pyar karne laga bus tere naam par jeene marne lagaa.
 Mera dil tera he ho gaya kuch aisa mein tujh mein kho gayaaaaaa
 Ye dil tere bin tadpe raat din tu hai bekhabar,SONU NIGAM - Ye Dil Tere Bin Yaad 2001 - http://motolyrics.com/sonu-nigam/ye-dil-tere-bin-yaad-2001-lyrics.html
 tujh bin kuch nahin ab ye zindagi mere humsafar mera
 dil tera he ho gaya kuch aisa mein tujh mein kho gayaaaaaaa aaa aa.
 Is dil ka pehla 2 armaan ban gaye tu meri zindagi ki
 pahchan ban gaye mil rahe dil se dil ban rahe dastan
 chup se hai dhadkane chup sa hai ye samaa.
 Mera dil tera he ho gaya kuch aisa mein tujh mein kho gaya
 Ye dil tere bin tadpe raat din tu hai bekhabar,
 tujh bin kuch nahin ab ye zindagi mere humsafar mera
 dil tera he ho gaya kuch aisa mein tujh mein kho gayaaaaaaa aaa aa.








