Wajahh A Reason To Kill Movie

Kyon Mujhko Darane Laga Lyrics

Kyon Mujhko Darane Laga video

Wajahh A Reason To Kill Movie - Kyon Mujhko Darane Laga lyrics

Kyon mujhko daraane laga
Sapna koyi
Maano door jaane laga
Apna koyi
Eh dil bata kahan se utha
Woh aag kahan lagi
Kyon mujhko daraane laga
Sapna koyi
Maano door jaane laga
Apna koyi

Zindagi hai yeh kya
Bebasi ke siwa
Zindagi hai yeh kya
Bebasi ke siwa
Kis se karke wafa ab karein hum yahaan
Kyon mujhko sataane laga
Sapna koyi
Maano door jaane lagaWajahh A Reason To Kill Movie - Kyon Mujhko Darane Laga - http://motolyrics.com/wajahh-a-reason-to-kill-movie/kyon-mujhko-darane-laga-lyrics.html
Apna koyi

Pyaar jin se kiya
Woh hi samjhe nahin
Pyaar jin se kiya
Woh hi samjhe nahin
Kisko dil ki sada ab sunaaye yahaan
Kyon mujhko rulaane laga
Sapna koyi
Maano door jaane laga
Apna koyi
Eh dil bata kahan se utha
Woh aag kahan lagi
Kyon mujhko daraane laga
Sapna koyi
Maano door jaane laga
Apna koyi

Posted By : Mastani Laila

Write a comment

What do you think about song "Kyon Mujhko Darane Laga"? Let us know in the comments below!

Recommended songs