- Votes:
- See also:
Abgott - Aur Kya, Aur Kya lyrics
Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai
 Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
 Yeh rang saare hai bas tumhaare
 Aur kya, aur kya, aur kya 
 Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai
 Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
 Yeh rang saare hai bas tumhaare
 Aur kya, aur kya, aur kya
 Eh hey hey, aah haa haa 
 Tum aaye ho to dekh lo
 Naya naya sa lage yeh jahaan, ho
 Haan haan haan haan haan, oh ho
 Haseen haseen hai yeh zameen
 Dhula dhula sa hai yeh aasmaan 
 Tum ho to hai yeh samaaAbgott - Aur Kya, Aur Kya - http://motolyrics.com/abgott/aur-kya-aur-kya-lyrics.html
 Aur kya, aur kya, aur kya, aur kya
 Dhadak raha hai dil mera
 Jhuki jhuki hai palkein yahan, ho
 Haan haan haan haan haan, oh ho
 Jo dil mein ho, voh keh bhi do
 Ruki ruki si hai yeh daastaan
 Jazbaat maange zabaan
 Aur kya, aur kya, aur kya, aur kya
 Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai
 Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
Yeh rang saare hai bas tumhaare
Aur kya, aur kya, aur kya














