Abgott

Ek Baar Tum Aana Lyrics

Ek Baar Tum Aana video

Votes:
0
See also:
Wrong lyrics?

Abgott - Ek Baar Tum Aana lyrics

Ek baar tum aana phir bhale laut jaana
Mera beeta huaa kal laana saagar ke kinaare aana
Wahi ret ka ghar hai banana
O o o
Ek baar tum aana phir bhale laut jaana
Mera beeta huaa kal laana saagar ke kinaare aana
Wahi ret ka ghar hai banana
O o o

Chanda tha jahaan wahi hai abhi
Sitaaron ki jhilmil wahi
Chanda tha jahaan wahi hai abhi
Sitaaron ki jhilmil wahi
Jis mod pe ham mile the kabhi
Woh mod abhi hai wahi
Kajra lagana palken jhukanaAbgott - Ek Baar Tum Aana - http://motolyrics.com/abgott/ek-baar-tum-aana-lyrics.html
Milana tera sharmana
Ek baar tum aana phir bhale laut jaana
Mera beeta huaa kal laana saagar ke kinaare aana

Chaha jo yahaan mila hai sabhi
Haan tumko magar kho diya
Chaha jo yahaan mila hai sabhi
Haan tumko magar kho diya
Sapanon ka shahar ho apana huaan
Ek tu hi na mera huaan
Mujhko manana khud ruth jaana
Dekha na tera itaraana
Ek baar tum aana phir bhale laut jaana
Mera beeta huaa kal laana saagar ke kinaare aana
Wahi ret ka ghar hai banana

Write a comment

What do you think about song "Ek Baar Tum Aana"? Let us know in the comments below!

More "Godfather In Black" Album Lyrics

Recommended songs