- Votes:
- See also:
Abgott - Jise Maine Maanga lyrics
Jise maine maanga mujhe na woh mila
 Mujhko jisne chaha main uska na huaan
 Ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi
 Kyun hai pyar karti har lamha har ghadi
 Jise maine maanga mujhe na woh mila
 Mujhko jisne chaha main uska na huaan
 Ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi
 Kyun hai pyar karti har lamha har ghadi
 Na yeh pal hai hamara kabhi na tha yeh hamara
 Kahaa pal ruka hain yeh chalta hi raha hain
 Magar yeh pyar phir bhi khatam na hoga kabhi bhi
 Nahi woh mila hain toh phir kaisa gila hain
 Magar dil ki dhadkan khaamosh bankar
 Use yaad karti har lamaha har ghadi Abgott - Jise Maine Maanga - http://motolyrics.com/abgott/jise-maine-maanga-lyrics.html
 Jise maine maanga mujhe na woh mila
 Mujhko jisne chaha main uska na huaan
 Ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi
 Kyun hai pyar karti har lamha har ghadi
 Ke jab jab chaandani ko mera dil hai tarasta
 Tabhi bebaat baadal kyun aake hai barasta
 Magar aankhon ka aansu bina baadal hai chhalakta
 Sisakta machalta na kisiki hai sunta
 Zamane se chhup kar jo palken hamesha
 Tera khwaab rakhti har lamha har ghadi
 Jise maine maanga mujhe na woh mila
 Mujhko jisne chaha main uska na huaan
 Ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi
 Kyun hai pyar karti har lamha har ghadi














